Desi forum pour les pakistanais et indiens
Vous souhaitez réagir à ce message ? Créez un compte en quelques clics ou connectez-vous pour continuer.

Desi forum pour les pakistanais et indiens

1er desi forum pour les pakistanais et les indiens de france
 
AccueilAccueil  PortailPortail  RechercherRechercher  Dernières imagesDernières images  S'enregistrerS'enregistrer  ConnexionConnexion  
Le deal à ne pas rater :
Display 24 boosters Star Wars Unlimited – Crépuscule de la ...
Voir le deal

 

 Urdu Shayari

Aller en bas 
+18
humaira
Hafsa
miss_pak
khanpak007
haroun77
sahiba-1988
rishyjan
lapakiz93
Madiha
pagal girl
Kismat95
friendrose95
ù$m@n
miss95
Aliyah
Mana
saba
Admin
22 participants
Aller à la page : 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9  Suivant
AuteurMessage
Admin
Admin
Admin


Nombre de messages : 16
Date d'inscription : 28/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeVen 30 Jan - 13:33

imrangossbo a ecrit:

Citation :
Agar hum na hote to tujhpe Shairi kaun likhta,
Yeh to karishma hai Muhobbat ka,
Warna Pattharon ko TAJMAHAL kaun keheta.....


Khudko Zameen Tujhe Aasman Kehte Hain,
Teri Khushi Ko Apna Armaan Kehte Hain,
Kehne Waale Tumhe Mera Dost Kehte Hain,
Par Hum To Tumhe Apni JAAN Kehte Hain...


Tumhein Dil Main Basaye Rakhta Hoon,
Aur Duniya Ko Bhulaye Rakhta Hoon,
Tumhain Hamari Nazar Na Lage,
Is Liye Apni Nazar Jhukaye Rakhta Hoon


Tum Dil Ko Bekrar Kyo Nahi Karte,
Meri Mohabbat Par Aitbar Kyon Nahi Karte,
Jee nahi sakta hoke juda tumse,
Lekin Tu.m to Mohabbat Ka Izhaar Nahi Karte.


Aaj Kuch Yaad Kar Raha Hai Dil,
Kisi Ki Fariyaad Kar Raha Dil,
Chupke Se Keh Diya Dhadkano Ne Key,
Tujhe Hi Yaad Kar Raha Hai Dil
Revenir en haut Aller en bas
http://europak.1fr1.net
saba
Membres experimenté
Membres experimenté
saba


Nombre de messages : 150
Age : 33
Location : ...IS DUNIA MEIN KAHIN...
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeVen 30 Jan - 17:17

[b]wa ji wa kia baat hai !!! cheers
Revenir en haut Aller en bas
Mana
Membres habitué
Membres habitué
Mana


Nombre de messages : 373
Age : 34
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeVen 30 Jan - 23:38

Salam ji

Tarste the jo milne ko hamse kabi,
aaj voh kyo mere saye se katrate hai,
hum bhi wahi hai dil bhi wahi hai,
na jane kyo log badal jate hai. .
Revenir en haut Aller en bas
http://billo4u.skyrock.com/
Mana
Membres habitué
Membres habitué
Mana


Nombre de messages : 373
Age : 34
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeVen 30 Jan - 23:40

un poem ke jm bcp...



Ek pyaar se bhara dil tha
jiske armaano ko palko par sajaya karti thi
ek masoom si ladki thi
mohabbat ke khwaab dekha karti thi

Ek chehra banakar khayalon mein
phir us chehre ko bheed mein dhoonda karti thi
kaisi paagal ladki thi
ek khayal ko dhunda karti thi

Aksar banati thi ret ke mehal saahilon par
phir un mehalon mein ghar apna basaya karti thi
kaisi naadan ladki thi
saahil ki mitti se ghar banaya karti thi

Kahi baar dekha use phoolon se baatein karte
kuch keh kar unke kaano mein
khud hi sharmaaya karti thi
kaisi ek ladki thi
phoolon se bhi sharmaaya karti thi

Likh kar hatheli par koi naam hamesha
phir us naam ko mitaya karti thi
shayad naasamajh hi thi
dil par likha tha jo
use haathon se mitaya karti thi

Jaane kahan kho gayi woh
ab to aksar aaine mein dhunda karti hoon
woh ladki jo aaina dekhte hi
bewajaah muskuraya karti thi
banakar ajeeb se chehre
sabko hansaya karti thi
bari ajeeb ladki thi
har kisi ko sataya karti thi

Mohabbat ne hi tor diye
uske sab armaan
jinhe woh bare pyaar se
palkon pe sajaya karti thi
shayad duniya bhi bhool jaye usse
par waqt na bhula payeega
ke ek masoom si ladki thi
khwaabon ke seher mein raha karti thi...!!
!
Revenir en haut Aller en bas
http://billo4u.skyrock.com/
Aliyah
Membres puissant
Membres puissant
Aliyah


Nombre de messages : 630
Age : 35
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeSam 31 Jan - 13:10

Franchement mana ton sher il est vraiment trop bien, il est trop touchant Crying or Very sad
Revenir en haut Aller en bas
Mana
Membres habitué
Membres habitué
Mana


Nombre de messages : 373
Age : 34
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeSam 31 Jan - 20:53

merci yaar...



Ruthe jo zindagi to mana lenge hum

Mile jo ghum to nibha lenge hum

Bas tum rehna sath humare

Pigalte hue ansuon mei bhi muskura lenge hum
Revenir en haut Aller en bas
http://billo4u.skyrock.com/
miss95
Membres experimenté
Membres experimenté
miss95


Nombre de messages : 156
Age : 34
Location : 95
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeDim 1 Fév - 1:36

trop beau vos poem imran et mana

1 - Boht udaas hai koi shaks tere jaane se,
Ho sake to laut aa kisi bahane se,
Tun laakh khafa sahi magar ik bar dekh,
Koi toot gaya hai tere rooth jaane se...


2 - Wo chehraa apna sa lagta hai,
Boht paas dil ke phir bi judaa sa lagta hai,
Boht dher se aaya nahin koi paigham uska,
Shayad kisi baat pe khafa sa lagta hai...
Revenir en haut Aller en bas
Aliyah
Membres puissant
Membres puissant
Aliyah


Nombre de messages : 630
Age : 35
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeDim 1 Fév - 16:07

Miss tumhari shayari bhi bohot achi hai top
Revenir en haut Aller en bas
ù$m@n
Membres puissant
Membres puissant
ù$m@n


Nombre de messages : 422
Age : 38
Location : 93
Date d'inscription : 28/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeLun 2 Fév - 23:20

Chaha to bohot lakin woh mila hee nahi
Lakh koshish kee magar yeh fasla mitta hee nahi

Iss zamanay nai majbour hee is qadar kia tha
Mere kissi sada par woh thara hee nahi

Khuda sai jholi pahla kar manga tha ussay
Khuda nai meri dua ko suna hee nahi

Har aik sai sabab poocha terey na milnay ka
Har aik nai kaha woh terey liye bana hee nahi

Mai apni tamam koshisho kai bawajood tujhe ar gayi
Aur tu ussay mila jiss nai tujhe manga hee nahi

Itni shidat sai chaha magar tu kissi or ka ho gaya
Shyad is jahan mai wafa ka sila hee nahi.
Revenir en haut Aller en bas
http://www.europak.1fr1.net
ù$m@n
Membres puissant
Membres puissant
ù$m@n


Nombre de messages : 422
Age : 38
Location : 93
Date d'inscription : 28/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeLun 2 Fév - 23:23

Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo
Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo
Log muththi bhar namak liye ghooma karte hain
Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo
Revenir en haut Aller en bas
http://www.europak.1fr1.net
miss95
Membres experimenté
Membres experimenté
miss95


Nombre de messages : 156
Age : 34
Location : 95
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeJeu 5 Fév - 23:31

waou usman nice poem yaar


Ji chahata tumse pyarisi baat ho,
Khamosh taare aur lambi si raat ho,
Phir saari raat tumse hum kahete rahe,
Ki tum meri zindagi meri kaynat ho
Revenir en haut Aller en bas
Mana
Membres habitué
Membres habitué
Mana


Nombre de messages : 373
Age : 34
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeVen 6 Fév - 0:17

mein zindgi dhoondnai chali thi
per zindgi bhala kahan mili thi

shochti thi zindgi hai titlioon mein,baharoon mein,
mager bhanwaray aur khizaein bhi to hoti hain

samajhti thi zindgi hai khushioon mein,muskanoon mein,
mager ghum kai saaey,dhukh bhari sadaein bhi to hoti hai

khiyal tha zindgi hai takmeel-e- khawashoon mein,pur tabeer khaboon
mein,
mager na tamaam hasratein ,udaas nigaheen bhi to hoti hain

shaid mein khoi thi apni asaeshoon mein, aramoon mein,
nahi samajhti thi kaheen in kai liey duaein bhi to hoti hain

na tha yeh khwaboon mein, khiyaloon mein,
keh zindagi mein mot ki ridaaein bhi to hoti hain

aur jub pa lia yeh raz-e-zindagi to janay kion
dil mein bhari hai udasi her soo

mein zindagi dhoondnai chali thi
aur shaid yehi meri galati thi.
Revenir en haut Aller en bas
http://billo4u.skyrock.com/
miss95
Membres experimenté
Membres experimenté
miss95


Nombre de messages : 156
Age : 34
Location : 95
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeVen 6 Fév - 22:22

boht zabardast shayri mana jee top
Revenir en haut Aller en bas
ù$m@n
Membres puissant
Membres puissant
ù$m@n


Nombre de messages : 422
Age : 38
Location : 93
Date d'inscription : 28/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeDim 8 Fév - 1:26

Dil Main Bas Yad Hai Teri...........*................

................*...............Ankhoo Ko Bas Intezar Hai Tera.....................*
...............................................*.............................
.....*..................Kiss Din Lout Aoo Gay Tum......................*

.............*.......Is Dil Ko Bas Intezar Hai Tera !!!!...............*
Revenir en haut Aller en bas
http://www.europak.1fr1.net
ù$m@n
Membres puissant
Membres puissant
ù$m@n


Nombre de messages : 422
Age : 38
Location : 93
Date d'inscription : 28/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeDim 8 Fév - 1:29

Mere dilki har dharkan tumhare liye hai,
Meri har muskurahat tumhari nadaani ke liye hai,
Tumhari har ada mere dilko churane ke liye hai,
Abh to meri zindagi tumhare intezaar ke liye hai...




Tumara joutha pyaar ko hamaree zindaguee samja
Tumain apna dil deh keh tumara dard liya
Tumare kehl ko main samaj na sakha
tumko bewafa kehné ka kabil na raha
Revenir en haut Aller en bas
http://www.europak.1fr1.net
Aliyah
Membres puissant
Membres puissant
Aliyah


Nombre de messages : 630
Age : 35
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeDim 8 Fév - 21:10

Je pense qu'on va faire un petit concours de shayari, entre mana et usman, sa vous dis?

Bien sur, si d'autres membres veulent participer n'hesitez pas!!! Smile
Revenir en haut Aller en bas
Mana
Membres habitué
Membres habitué
Mana


Nombre de messages : 373
Age : 34
Date d'inscription : 29/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeDim 8 Fév - 22:52

loll Very Happy acha jiii =p
Revenir en haut Aller en bas
http://billo4u.skyrock.com/
ù$m@n
Membres puissant
Membres puissant
ù$m@n


Nombre de messages : 422
Age : 38
Location : 93
Date d'inscription : 28/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeDim 8 Fév - 23:21

KABHI IS TARHAN MERAY HUMSAFAR,
SABHI CHAHTAIN MERAY NAAM KAR
,

AGAR HO SAKAY TO KABHI KAHIN,
MERAY NAAM BHI KOI SHAAM KAR,

MERAY DIL K SAAY MAIN AA ZARA,
MERI DARKANON MAIN QAYAM KAR,


YEH JO MERAY LAFZOON K PHOOL HAIN,
TERAY RAASTAY KI DHOOL HAIN,

KABHI IN SAY SUN MERI DASTAN,
KABHI IN K SATH QALAAM KAR.
Revenir en haut Aller en bas
http://www.europak.1fr1.net
ù$m@n
Membres puissant
Membres puissant
ù$m@n


Nombre de messages : 422
Age : 38
Location : 93
Date d'inscription : 28/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeDim 8 Fév - 23:25

Rona bhi jo chahen to wo rone nahi deta
Wo shaks to palken bhi bhigone nahi deta


Wo roz rulata hai hame khwab me aakar
Sona bhi jo chahen to sone nahi deta,

Ye kis ke ishare pe umad aye hain baadal
Hai kaun jo barsat bhi hone nahi deta

Aata hai khayalon me mere kaun ye aksar,
Jo muzhko kisi aur ka hone nahi deta,

Ik shakhs hai aisa meri basti me abhi tak
Jo bojh akele muzhe done nahi deta

Mai hoon ke bahaata hoon teri yaad me aansoo,
Tu hai ke ashkon ko pirone nahi deta,

Wo chehra ajab hai jise paakar mai abhi tak,
Khona bhi chahoon to khone nahi deta

Thame hue lahron kee husn-e-baag koi too,
Sahil ko samandar me doobone nahi deta
Revenir en haut Aller en bas
http://www.europak.1fr1.net
friendrose95
Membres débutant
Membres débutant



Nombre de messages : 51
Age : 41
Date d'inscription : 04/02/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeMer 11 Fév - 11:46

Aaj kuch kami si hai tere bagher,
Na rang na roshni hai tere bagher,
Waqt apni raftar se chal raha hai,
Magar dhadkan thami si hai tere bagher,
Na barish hai na dhuan phir bhi,
Dil mein tapish si hai tere bagher,
Bahot roka hai badal ko barasne se,
Phir bhi aankhon mein nami si hai ter bagher...
Revenir en haut Aller en bas
ù$m@n
Membres puissant
Membres puissant
ù$m@n


Nombre de messages : 422
Age : 38
Location : 93
Date d'inscription : 28/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeMer 11 Fév - 23:29

Na Socha Na Samja, Bass Bina Kahé Dil Dia
Bin Dekhe Mainé Tuje Apna Chain o Sakoon Dia
Har Ek Yaad Main Tujé Mainé Yaad Kia
Dil Kahe To Sun Le Dil Ki Darkan, Ajj Bina Yaad Kié Tujé Mainé Mehsoos Kia
Revenir en haut Aller en bas
http://www.europak.1fr1.net
ù$m@n
Membres puissant
Membres puissant
ù$m@n


Nombre de messages : 422
Age : 38
Location : 93
Date d'inscription : 28/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeMer 11 Fév - 23:31

Dil Nahi Ab Yeh Mere Bass Main Yeh Muje Kia Ho Gya
Saans Nahi Le Pata Tere Bin, Kion Mera Dil Kho Gya
Na Chain Milta Hai Na Sakoon, Koi Meri Need Chura Lé Gya
Kessa Yeh Ehsaas Hai Jo Bina Kahe Sab Kuch Keh Gya
Revenir en haut Aller en bas
http://www.europak.1fr1.net
Kismat95
Membres débutant
Membres débutant
Kismat95


Nombre de messages : 76
Age : 38
Location : France
Date d'inscription : 30/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeMer 11 Fév - 23:51

Assalam alekum...

Sab ki shayari boht achi hai top
Revenir en haut Aller en bas
Kismat95
Membres débutant
Membres débutant
Kismat95


Nombre de messages : 76
Age : 38
Location : France
Date d'inscription : 30/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeMer 11 Fév - 23:53

Dil ke kone se ik awaz aati hai,
Mujhe har pal tumhari yaad aati hai,
Dil poochta hai bar bar mujhse,
Jinko me yaad karta hun kya unko meri yaad aati hai
Revenir en haut Aller en bas
ù$m@n
Membres puissant
Membres puissant
ù$m@n


Nombre de messages : 422
Age : 38
Location : 93
Date d'inscription : 28/01/2009

Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitimeJeu 12 Fév - 0:23

nice poetry kimat
Revenir en haut Aller en bas
http://www.europak.1fr1.net
Contenu sponsorisé





Urdu Shayari Empty
MessageSujet: Re: Urdu Shayari   Urdu Shayari Icon_minitime

Revenir en haut Aller en bas
 
Urdu Shayari
Revenir en haut 
Page 1 sur 9Aller à la page : 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9  Suivant
 Sujets similaires
-
» CONCOURS SHAYARI
» punjabi shayari
» Funny urdu sms
» Aap yahan urdu me baat kar sakte ho...
» Join Urdu Live Chat Room At www.UrduChat.Tk

Permission de ce forum:Vous ne pouvez pas répondre aux sujets dans ce forum
Desi forum pour les pakistanais et indiens :: Divertissement :: Shayari, Poemes, Poem...-
Sauter vers: