| Urdu Shayari | |
|
+18humaira Hafsa miss_pak khanpak007 haroun77 sahiba-1988 rishyjan lapakiz93 Madiha pagal girl Kismat95 friendrose95 ù$m@n miss95 Aliyah Mana saba Admin 22 participants |
|
Auteur | Message |
---|
lapakiz93 Membres débutant
Nombre de messages : 73 Age : 36 Date d'inscription : 10/02/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Mar 9 Juin - 16:15 | |
| Guzre dino ka khayal rakna Wafa ki mathi sambal rakna aap bulado hame to koi bath nahi Mera to haq hai apko har dua me yad rakna | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Mer 10 Juin - 13:49 | |
| Dil k angan main chahat ka swera kar day Ay KHUDA mujhe us ka ussay mera kar day
Ek bar to gira husan apne dewanay per kuch sharma aur phir samne chehra kar day
Ya tmana koi bhi sar-e-sham jagaya na karo Ya merey jazboon k samadar ko sehra kar day
Teri tasawar ki shabiha ko pehchan loon main Is husan k naqshoon ko zara gehra kar day
Chalo basa lein dunya nai ek dujay mein AA meri rooh pay apni zat ka pehra kar day | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Mer 10 Juin - 13:51 | |
| Hogayi rukhsat ghata baarish ke baad Ek diya jalta raha baarish ke baad Mere behte hue Aansuo ko dekh kar Ro parri thandi hawa baarish ke baad Meri tanhaayi ka daaman thaam kar Kuch udaasi ne kaha baarish ke baad Yaad teri odh kar mein so gayi Khawaab ka daar khul gaya baarish ke baad Chand dekh kar baadlo ki qaid mein Ek sitaara ro diya baarish ke baad Apne ghar ki har kachi deewaar par Naam tera likh diya "K" baarish ke baad | |
|
| |
Mana Membres habitué
Nombre de messages : 373 Age : 34 Date d'inscription : 29/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Mer 17 Juin - 23:34 | |
| Wo dard hi kya jo aankho se beh jaye... Wo khushi hi kya jo hotho pe hi reh jaye... Kabhi to samajh meri khamoshi ko tu... Wo baat hi kya jo alfaaz aasani se keh jaye.... | |
|
| |
Mana Membres habitué
Nombre de messages : 373 Age : 34 Date d'inscription : 29/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Mer 17 Juin - 23:42 | |
| Tum Chand Ho To Meri Zindagi Ki Roshni... Tum Jhal Ho To Mere Jheene Ki Waje.. Tum Sapna Ho To Sirf Mere Waaste Tum Tum Ho To Tum Hi Raho, Kyon Ki Tum Aur Sirf Tumhi Ho Mere Pyaar Ke Raaste | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Mer 17 Juin - 23:50 | |
| zabardast shayri Mana ji yeh kiss ké liey hai? | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Jeu 18 Juin - 0:32 | |
| ek inconnu key naam
Ek karb é wafa mossalssal mujhéy sonéy nahi déta Dil sabar ka paikar hai kabhi ronéy nahi déta Main Uss,ka houn woh yeh raaz jaan chouka hai Woh kiss ka hai ehsaas kabhi honéy nahi déta
Dernière édition par ù$m@n le Jeu 18 Juin - 0:40, édité 1 fois | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Jeu 18 Juin - 0:39 | |
| Rukhssat houa to baat meri maan kar gya jo uss,ka tha mujhey daan kar gya bichhRa kuch iss ada séy keh rut ( saison) hi badal gaï Ek shakhas saréy shehr ko weeraan kar gya dilchassp waqia hai kal ek azeez dost Apney peh mujhey qurban kar gya Kitni sudhar gai usski judai main zindagi Haan woh jufa séy mujh pey to ehsaan kar gya USSMAN main baat baat peh jisséy kehta tha Jaan, woh shakhs akhres mujhey béJaan kar gya | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Jeu 18 Juin - 10:36 | |
| Ruth jao tum mana lenge hum, Dur jao kitna bhi paas bula lenge hum, Dil aakhir dil hai koi samandar ki ret nahi, Ke likh kar naam APKA mita denge hum. | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Sam 20 Juin - 1:25 | |
| Tujhse milkar tujhme khone ko ji chahta hai, Pyar ka koi geet gungunane ko ji chahata hai. Is ek janam ke pyar se ab ji nahi bharta sanam Tere payar me sato janam lutane ko ji chahta hai | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Mer 24 Juin - 21:08 | |
| Teri Ankhoon Mein Jo Nami Si Chai Hain Wo Mere Duur Rehne Kii Gawahi Hain Yaad Itna Naa Kiya Kar Mujhe Hichkiya Le Le Kar Mere Jaan Par Ban Aayi Hain | |
|
| |
Mana Membres habitué
Nombre de messages : 373 Age : 34 Date d'inscription : 29/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Sam 27 Juin - 12:33 | |
| Toot Jate Hai, Bikhar Jate Hai, Kaanch Ke Ghar Me Muqaddar Apne...
Ajnabi To Sadaa Pyar Se Milte Hai, Bas Bhool Jate Hai Aksar APNE!! | |
|
| |
Mana Membres habitué
Nombre de messages : 373 Age : 34 Date d'inscription : 29/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Sam 27 Juin - 12:42 | |
| Aankh wo chahat jis mein dil ki zubaan hoti hain,
Sachi chahat to bezuban hoti hain,
Pyar main dard mila To ghabrana kaisa,
Dard se chahat aur jawaan hoti hai | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Jeu 2 Juil - 22:59 | |
| dil mera her lamhay jisay paane ki duaa kerta hai misl é khushboo meri saansoun main bassa kerta hai uss k lehje se gulaboon ki mehak aati hai baat kerta hai to waqt rukka kerta hai soachta hoon k aik baar bewafai karoon main b to daikhoon k kaise woh wafaa kerta hai | |
|
| |
sahiba-1988 Membres débutant
Nombre de messages : 71 Age : 36 Location : Chez moi Date d'inscription : 08/03/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Ven 3 Juil - 11:20 | |
| zabardast shayeri mana et usman | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Sam 4 Juil - 14:31 | |
| merci sahiba
dard agar kajal hota, ankhon me laga lete. dard agar anchal hota, apne sar per saja lete. dard agar samander hota, dilko hum sahil bana lete. dard agar khushboo hota, bana k sandal mehka lete. aur dard agar apki muhabbat hota, usko chahat-e-laa hasil bana lete. | |
|
| |
lapakiz93 Membres débutant
Nombre de messages : 73 Age : 36 Date d'inscription : 10/02/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Sam 4 Juil - 21:38 | |
| wah ji wah kya bat hai usman | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Sam 4 Juil - 22:39 | |
| | |
|
| |
Mana Membres habitué
Nombre de messages : 373 Age : 34 Date d'inscription : 29/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Dim 5 Juil - 14:29 | |
| very nice ji
Dil ke tootne ki hoti jo awaaz... To tumhein mere dard ka andaza ho paata...
Yaadein jo na aati yun khamoshi se chupke chupke... To mere ghar ki raunaq hoti teri mehfil se zyada...
Na hota agar chaand mein daag... Teri khubsoorti ka mujhe tod mil jata...
Agar karta na koi kisi se bhi wafaai... To shayron mein mera naam kahan se aata... | |
|
| |
Mana Membres habitué
Nombre de messages : 373 Age : 34 Date d'inscription : 29/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Dim 5 Juil - 14:33 | |
| Voila un joli poème..
khubsoorat hain woh lub
jo pyari batein kartey hain
khubsoorat hai woh muskurahat
jo doosron ke chehron per bhi muskan saja de
khubsoorat hai woh dil
jo kisi ke dard ko samjhey
jo kisi ke dard mein tadpey
khubsoorat hain woh jazbat
jo kisi ka ehsaas karein
khubsoorat hai woh ehsaas
jo kisi ke dard ke me dawa baney
khubsoorat hain woh batein
jo kisi ka dil na dukhaein
khubsoorat hain woh ankhein
jin mein pakezgi ho
sharm o haya ho
khubsoorat hain woh ansoo
jo kisi ke dard ko mehsoos kerke beh jae
khubsoorat hain woh Hath
jo kisi ko mushkil waqat mein tham lein
khubsoorat hain woh kadam
jo kisi ki madad ke liye
aagey badhein !!!!!
khubsoorat hai woh soch
jo kisi ke liye acha sochey
khubsoorat hai woh insan
jis ko KHUDA ne ye
khubsoorati ada ki. | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Dim 5 Juil - 14:36 | |
| merci ji
Bina tere sanam ye dil veeran rahta hai, Har khusi aur duniya se anjaan rahta hai. Tujhse to ye nadan dil wafadar rahta hai Par jane kyo khud se beimaan rahta hai. | |
|
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Jeu 16 Juil - 0:22 | |
| sau baar fiza badali,sau baar ghata chayi, lekin iss dile viraa me..ab tak na bahar aayi ek huuk uthi dil me aur rooh bhi tarrayi taaro bhari raato me jab aapki yaad aayi shikve shabe fursat ke hum khub samajte hai jab dard utha dil me samjhe ke bahar aayi mai khud se nahi aayi tere dar daulat pe deedar ki hasrat thi jo kheench ke le aayi... | |
|
| |
Hafsa Membres habitué
Nombre de messages : 351 Age : 33 Location : in my mum's heart Date d'inscription : 31/01/2009
| |
| |
ù$m@n Membres puissant
Nombre de messages : 422 Age : 38 Location : 93 Date d'inscription : 28/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Jeu 16 Juil - 21:05 | |
| Hath bada ke khud hi sath chhura gaye Wo humko apna bana ke bhi bhula gaye Jo har kadam pe sath diya karte the kabhi Jab sath dene ki baari aayi to daman bacha gaye Wo jo rokte the hame bheed me jane se Aaj wo hi humein is bheed me tanha bana gaye Wo jo rakhte the bacha ke humein buri najar se Aaj wo hi humein duniya ki najar me bura bana gaye Wo jante the hum reh nahi sakte bin ek pal unke Fir aaj kyu wo itna bada sitam mere dil pe dha gaye | |
|
| |
Mana Membres habitué
Nombre de messages : 373 Age : 34 Date d'inscription : 29/01/2009
| Sujet: Re: Urdu Shayari Mar 21 Juil - 19:23 | |
| Khubsoorat hain woh lub jo pyari batein kartey hain
Khubsoorat hai woh muskurahat jo doosron ke chehron per bhi muskan saja de
Khubsoorat hai woh dil jo kisi ke dard ko samjhey jo kisi ke dard mein tadpey
Khubsoorat hain woh jazbat jo kisi ka ehsaas karein
Khubsoorat hai woh ehsaas jo kisi ke dard ke me dawa baney
Khubsoorat hain woh batein jo kisi ka dil na dukhaein
Khubsoorat hain woh ankhein jin mein pakezgi ho sharm o haya ho
Khubsoorat hain woh ansoo jo kisi ke dard ko mehsoos kerke beh jae
Khubsoorat hain woh Hath jo kisi ko mushkil waqat mein tham lein
Khubsoorat hain woh kadam jo kisi ki madad ke liye aagey badhein !!!!!
Khubsoorat hai woh soch jo kisi ke liye acha sochey
Khubsorat hai woh insan jis ko KHUDA ne ye khubsoorati ada ki...
| |
|
| |
Contenu sponsorisé
| Sujet: Re: Urdu Shayari | |
| |
|
| |
| Urdu Shayari | |
|